Ticker

6/recent/ticker-posts

Ad Code

AD by Androbranch

 

Minecraft me NetherPortal kaise banaye? Utsab Gamerz


So hello, Ram Ram , Namaskar, Bolo Durga Maiya ki....... Jay. 

To guys mai aapka Apna Utsab Biswas aur swagat krta hu aap sabhi ka hamare nye blog me 

Abhi ham jab bhi subh ho ya sham ho yha tak ki raat hi kyo na ho agr hamne YouTube me search kiye ki abhi sabse jyada kaun sa game khela jaa rha hai to aapko pta hai wapas me hme sirf aur sirf Minecraft aur Minecraft milega maine bhi kai dino tak in Games ko khela hai to aap bhi khelte tabhi to ye blog padh rhe ho nhi to aate kya are aane ki bat kr rha hu padhte kya? Nhi..... Na

Mujhe pta hai lekin agr aap ab bhi meri bakchodi wali bate padh rhe ho to yaar Thankyou aapke karan hi mujh jaise bakchodo ki bakchod samjha jata hai 

Chliye bhut ho gai bakchodi ab topic pr chalte hai to aaj ka is Blog me ham janne wale hai ki aap kaise Minecraft me NetherPortal banaa skte ho to chalo chalte haibsidhe game me

To yha maine Minecraft open kiya jo ki bhut badi bat hai ab  maine play pr click kiya aur apne World ko select kiye hai 

To yaar jha tak mujhe pta hai mujhe NetherPortal jaane kee liye 3 cheejo ki jarurat hai First Obsidian second Flint&Steel aur third AK achchi si jgah jha mai NetherPortal banaunga 

To chloride lava dhudte hai lava milne pr hame us pr pani daal dena hai pani dalte hi wo obsidian me badal jayega mujhe total 14 Obsidian k blocks chahiye isliye mai 14 obsidian lunga lene k liye mujhe diamond pickaxe ki jarurat hogi jisse maine 14 Blocks le liya

Crafting table ki madad se maine Flint and Steel bhi taiyar kr liya hai  bas ab mujhe jagah dhudna hai tochalo jagah dhudte hai

Aur ab mujhe 4 obsidian block niche rakh dena hai jise mai Breadth khud skte hai aur length ya height me mujhe 5 obsidian block rakhne hai bas ho gya 

Kuch is tarah jaisa is image pr dikh rahaa hai

Bas iske bad hath me Flint and Steel lo aur pirtal pr chuaa do ho gya NetherPortal nikal lo ab

Ummid krte hai ye post aapko pasand aaya to share kre 

Aur aise hi aur tips k liye hme YouTube me subscribe kar le

Age aapko itne me samajh na aaye to ye video dekho


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ